Esa lagta he ke jese apna hi koi hissa hai
Jo jeet raha hai
Khud pe yakeen kar aage badh raha hai
Aur hum usse yuhi, aage badhte dekhna chahte hai
Uske suraj si Roshni ke saath, apna diya jalana chahte hai
Jab woh itna kar sakta hai, toh yarr hum Itta toh kar hi lenge ye vishwas kadam rakhta hai!
Love you Zakir Bhai❤
Jab bhi zyada pareshan hoti hu
Aapki boli hamesha yaad kartj hu...
" Bohot mehenat karne se ho jata hai
Maine karke dekha hai
Ho jayega, aajayo! "